Uss Gali Lyrics – Oye Kunaal

Uss Gali Lyrics Oye Kunaal: This song is sung by Oye Kunaal. Music of this song given by Oye Kunaal while Uss Gali Lyrics has penned by Rishabh Puri. Uss Gali music video is directed by Manish Soni aand featured by Charvi Dutta, Bhavik Sagar.

Uss Gali Lyrics

Aasmaan bhi ro deta hai
Mera haal dekh ke
Mera haal dekh ke

Jeete the jiske liye
Woh mera na hua

Uss gali mera dubara
Jaana na hua
Uss gali mera dubara
Jaana na hua

Shesha tote awaz aaye
Jo tota dil kuch suna hi na
Anpon ne chhoda iss kadar ke
Apna phir koyi laga hi na

Shesha tote awaz aaye
Jo tota dil kuch suna hi na
Anpon ne chhoda iss kadar ke
Apna phir koyi laga hi na

Woh kehte the hum unke hain kyun
Woh mera na hua

Uss gali mera dubara
Jaana na hua
Uss gali mera dubara
Jaana na hua

Tu hai ab kisi aur ki
Mera tujhmein kuch na raha
Mere pyar mein kya kami thi
Kyun mukammal na hua

Tu hai ab kisi aur ki
Mera tujhmein kuch na raha
Mere pyar mein kya kami thi
Kyun mukammal na hua

Marne ko mera dil kare kyun
Woh mera na hua

Uss gali mera dubara
Jaana na hua
Uss gali mera dubara
Jaana na hua

Uss Gali Music Video

About the Author

LyricsHutz

Related Posts